- Senti
1> Dil main har raaz daba kar rakhte hain ,
Hontoon per muskurahat saja kar rakhte hain,
Yeh duniya sirf khushi mein saath deete hai ,
Iss liye hum apne aansoon ko chupa kar rakhte hain..
************ ********* ********* ********* ********* ********* ********* ********* ********* ***
2. Na karta shikayat zamane se koi,
Agar maan jaata manaane se koi.
Kisi ko kyun yaad karta koi,
Agar bhool jaata bhulane se koi…….
************ ********* ********* ********* ********* ********* ********* ********* ********* ***
3> Tumhari yaadon ke sahare zinda hai hum,
Tumhe dekhne ki chahat,Dil me rakhte hai hum,
Ab untezaar hai to sirf tumhare aane ka,
Warna kabse jeena chor chuke the hum….
************ ********* ********* ********* ********* ********* ********* ********* ********* *
4> Saab na kaha ishq main bohat dard hai
hamna kaha ya dard hamain kabul hain
saab na kaha nahi jee paoge is dard main
hamna kaha dard ka sath hamain mut bhi kabul hain
=======================================================================================
5> Matlabi hein yeh duniya yahan kaun kiska hota hai,
Dhokha bhi wahi deta hain jis pe bharosa hota hai.
============================================================================================================
6> Unhe to fursat nhi hamse milne ki,,,,
hamaara waqt guzarta hai unki faryaad karke
agar aaye wo meri maut pe,to kahna abhi,,,,
soya hai tumhe yaad karke…………………
Loading...